India's top travel bloggers/vloggers and their monthly income
Namaskaar dosto, Travel India's top Travel Vloggers karna kise pasand nahi hota hai obviously sabhi ko travel karna pasand hota hai new new places par travel karna visit karna har oi chahta hai. Har koi India k saath saath world k har best destination par jana chahta hai, lekin normal life m esa kar pana bhut he mushkil ho jata hai, kyuki esa karne k liye hamare pass money and time dono chaiye hote hai.
But money and time ek saath hona, India m bhut badi baat hai. Yaha par jiske pass money hai lekin time nahi hai or jiske pass time hai uske pass money nahi hai. Ese m agar ap travelling ka shok rakhte hai , to hm esa kya kare ki hamare pass moneuy bhi ho or time bhi, ytaaki hm India k Best Summer Travel Destination k saath saath poori duniya ghoom paaye.
Agar hame Travelling Passion ko follow karna hai to hamare liye Social media Important role play kar sakte hai or ek Popular Travel Vlogger bana sakte hai. Hum yaha par iske baare m baat karne wale hai ki...
Vlogger ek esa word hai jisse bhut loh familier nahi hai, isliye pahle samajh lete hai ki vlogger hota kya hai meaning of vlogger...
Vlogger kya hai? What are Vloggers?
Vlogger 2 words se milkar bana hai, V means "Video" and thr second one word isme chipa hai wo hai "Blogger" ye ek Video Blog se banaya gya hai jiska mtlb hota hai Video Blogging karne wala person(he/she)
"Har ek Vlogger, Youtuber ho sakte hai lekin har ek Youtuber, Vlogger nahi ho sakte"
Vlogging ka meaning hai Videos k medium se kisi place/jagah ko explore karna or Vlogging ki category m Travel Vlog sabse Strong Strategy hai, kyuki iske madhyam se Vlogger kisi place k baare m video banakar apna self experience share karta hai, jo ki kisi doosre Traveler k liye Bhut helpful hota hai. India m bhut saare ese Travel Vloggers hai jo ki videos k madhyam/medium se apna experience share karte hai logo ki help karte hai apna passion follow karte hai or aachi money bhi earn karte hai.
Iam talkinng about some "Top Travel bloggers" who earns money estimated as follows lets explore the Top Travel Vloggers
Varun Vagish inke Vlog ka name hai Mountain trekker or inke pass 300K plus active subscribers hai. ere hisaab se ye sabse Best India Travel Vlogger hai or agar aap kisi bhi country mTravel karna chahte hai to aap is Vlog ko Youtube par dekh sakte hai, or jaroor dekhe aapko thoda experience ho jayega.
Best Travel Vloggers In India
"Mumbaikar Nikhil" k baare m bhut saare log jante he hai , aapme se bhut se readers bhi Mumbaikar Nikhil k subscribers bhi honge. Jinke 1,349,461 subscribers hai or is time Mumbaiker Nikhil's monthly income is $4k to $50k.
Travel Vlogger banne k liye kya karna hoga? What to do for becoming a Travel Vlogger?
Aache aache travel destinations par jana sabko pasand hai lekin sabhi "travel" karne k liye passionate nahi hote hai, lekin kuch log ese bhi hai jo hameshha Travel karna chahte hai or New Places dekhna chahte hai or unke baare m jaanna chahte hai. Unke pass Travelling ko lekar ek passion junoon hota hai jaisa ki Ranbeer Kapoor ko "Ye Jawani Hai Deewani" Movie m tha. Lekin ye jaroori nahi ki aap Job and School/College ko leave karke Travel karne lage, kyuki kisi bhi kaam ko karne se pahle hame ek plan banana hota hai or ek Balance rakhna hota hai kaam or Passion k beech me.
Basic Requirements to become a "Travel Vlogger"
1. Travel Vlog Start karne k liye hame 1 Camera chaiye hoga jisse ki hm video shoot karenge, or isme video quality matter karta hai, agar aapke pass koi Best Camera Smartphone(Redmi/Oppo/Vivo/Oneplus)hai tab bhi bhut aachi videos bana sakte hai.
2. Iske saath kuch Basic Youtube and Video editing equipments ki need hogi jo ki hame online mil jayenge. Aap amazon, filpkart ya fir kisi other online shopping websites se jha aapko aachi deal mile wha se purchase kar sakte hai,
Travel vloggers India |
Agar aapke pass ye sabhi cheeje pahle se he hai ya buy kar liye hai, to aap sabse pahle apne Vlog ka Unique name select kare jo ki read karne m aasaaan ho or Travelling se Related lage, uske baaad apna ek Youtube Channel create kar leor saath he sabhi "Social Media" jaise ki facebook, instagram, twitter par account Page Setup kare.
Iske baad aap Vlog banana Start kare, Vlog banane k liye jaroori nahi ki aap kabhi ghoomne jaye tabhi bana sakte hai. Aap apne City se iski starting kar sakte hai or apne City k Best Places k baare m Explore kar sakte hai.
Starting m jab aapko Office or School/College se Free Time mile to aap different-different Travelling Destinations par jaakar waha k Vlog bana sakte hai or Vlog ko esa banaye ki agar us Video ko dekhe to use pata chal sake ki us jagah kaise jane hai or us place ki Best Places kon-kon si hai or kitne Price m us place m rahne k liye kaafi honge.
Jab hamara Vlog Youtube k saath-saath sabhi Social Media par image bna le or log hame ek Travel Vlogger k roop m pahchanne lage to hame Google Adsense or Sponsorship k medium se kuch Income hone lage to hame apne Passion ko Profession bana sakte hai or Travelling Destination ko Grow kar sakte hai. Friends, Travel Vlogging apne Passion ko ek Profession tak le ja sakta hai or aapko ek Polular Tavel Vlogger bana sakta hai. Lekin iske liye aapko concentrate karna hoga or Patience rakhna hoga or kaam karte rahna hoga. Present Time Competition jaroor hai lekin agar aap Passion k saath kaam karte rahe or useful vlogs create karte rahe to aapko sucess jaroor milegi or Varun Vagish and Mumbaikar Nikhil ki tarah Popular jaroor honge. Travel Vlogging k baare m aapka kya idea hai ,iske baare m comments m jaroor bataye.
Related Searches
Travel Vloggers, Travel vloggers of India, Top Travel Vloggers of India, Mumbaikar Nikhil, Varun Vagish, Vlogging, Vlogs, Travel, Travelling, Travel Quotes, Traveller, Travel Vloggers India, Travel Vloggers Income, Top Vlogs Youtube, Laddakh Vlogs, Himanchal Vlogs, Manali Vlogs