Tuesday, August 22, 2017

Screen record in Android - screen recording in smartphones

Android Screen Recorder For Lollipop And Kitkat

Record Android Screens easily. In dino 'Android' phone ki "screen record" karna bhut he aasaan ho gya hai. Kuch saal pahle sirf computers ki screen ko he record kiya ja sakta tha, lekin aaj hum kisi v android phone ki screen ko record kar sakte hai. Wo bhi free of cost aaj m aapko asi he 2 apps k baare m bataunga jinki help se aap apne android smartphone ki screen ko record kar sakte hai.


Waise to aajkal k new smartphones m pahle se he screen recording ka feature hai lekin ye sirf un smartphones m hai jo companies khud k UI software banati hai aur apne phones m use karti hai. Jaise ki MI, Coolpad..etc aur ye jyadatar chinese phones m aapko jaroor milega. Android screen record karne k liye basic requirements




1. Rooted phone

2. Android kitkat or lollipop

Agar aapke phone m lollipop hai to aapko apne phone ko root karne ki jaroorat nahi hai.



screen record in android
Android screen recorder

 

Kitkat Users Follow These Steps

1. Frist aapko yaha se scr pro aap download karna hai aur apne phone m install karna hai.
2. Scr pro aap open kare ek floating menu dikhega.

3. Settings par click karke encoder me software MPEG-4 ko select kare, aur back button press kare.

4. Fir aapko recording k button par click karna hai iske baad aapke mobile ki screen recording shuru ho jayegi.
5. Screen recording rokne/stop karne k liye notification me jakar recording k option par click kare aapki screen recording stop ho jayegi fir aap us recoding ko apni gallery m dekh sakte hai.


Lollipop Users Follow These Steps


1. First playstore se AZ SCREEN RECORDER download kare.

2. Install karne k baad ek floating menu open hoga.

3. Record k buttton par click kare aur recording shuru ho jayegi.

4. Aap settings m jakar screen recording ki Quality Resolution apne hisaab se set kar sakte hai.



To ab aap jan chuke hai ki android monile ki screen kaise record kare maine is pist ke 2 apps k baare k byaua hai. First "SCR PRO" and second "AZ SCREEN RECORDER".





Agar aapke phone m kitkat hai to aap scr pro use kare uske liye aapka phone root hona chaiye.


Agar aapke phone m lollipop hai to aap without root k bhit screen record kar sakte hai aur "AZ SCREEN RECORDER" use kar sakte hai.


Conclusion

Apko post "screen record on android" kaise lagi comment karke jaroor bataye agar koi problem aa rahi ho to comment karke pooch sakte hai. Ya fir aap apne personal suggestions bhi de sakte hai taaki hm users ko aacha data information or experience de paaye.


Related Searches

Record Android Screen, Record Android Screen Easily, Record android screen on PC, Record android screen App, Record ios screen, Screen recorder for Android, Android Authority,  Android Recorder 


EmoticonEmoticon