Bitcoin Kya Hota Hai?- What is Bitcoin in Hindi
Bitcoin kya hota hai? what is bitcoin. "Bitcoin" Aap log shayad ye word pahli bar sun rahe honge, lekin shayad ho sakta hai ki kuch logo ne ye word suna v ho aur unko iske baare m jaankaari v ho. Lekin m aapko aaj Bitcoin k baare m poori details btaunga. Question ye hai ki aakhir "Bitcoin" hai kya cheej? Wiase to coin se review pata chal he raha hai ki ye ek type ka sikka/money ho sakti h. Jee ha ye ek type ki currency hai. Ye asi currency hai jo ki physically exist nahi karti hai aur na he ye kisi v country m chalti hai. To aakhir is money ka use hai kya? So friends ye currency ek type ki digital currency hai aur internet pe use ki jati hai. Bitcoins ka koi physical approach nahi hai. Ye sirf internet par he send receive aur transation ki jati hai.
How to Open Account For Bitcoins (Bitcoin account laise open kare)
Bitcoin ek digital currency hai jisko kahai v nahi rkha ja skta hai na he iske liye koi bank hai, aur na he govt. ka koi rule is currency par chalta hai. Lekin internet par bitcoin ko store kiya ja sakta hai mtlb ek type ka bank account aap waha khol sakte hai. India m ek online bitcoin service dene wali company hai jiska name Zebpay hai aap zebpay p account bana sakte hai aur apne bitcoin money ko waha par store kar sakte hai.
Ye ek type ka wallet hai jaise ki aap log Paytm use karte hai usi type se Zebpay v ek type ka online wallet hai aur aapke bitcoins yaha bhut he jyada safe rahenge. Ye ek bhut he secure wallet hai. Aapke bitcoins yaha bilkul safe hai aap kitne v bitcoins ka transactions apne wallet k through kar sakte hein, kyuki is digital currency p government ka koi rule aur regulations nahi chalta hai to aapko tax ya kisi ki permission ki need nahi hai. Aur ye bilkul free service hai aap free m apna account khol sakte hai.
![]() |
Bitcoin |
Steps for Opening a Bitcoin Account or Wallet
1: Firstly aapko "Blockchain" website p jana hoga aur waha p aapko apne account ki information milegi.
2: Aapko fir us site p new register karna hoga aur saari details bharni hogi.
3: Aap jab apna e-mail dalenge to aapko confirm karne k liye aapke mail par ek link aayega aapko us link p click krna hai. Aapka account activate ho jayega.
4: Aapko fir playstore se "Zebpay" name ka app download karna hoga isse aapko bar bar login nahi karna padega aap ek bar bas is wallet m paytm ki tarah login kar sakte hai aur apne transactions jis v tarah karna chahe kar sakte hein.
5: Jab aap "Zebpay" download kar le to aap login k liye blockchain wali website p aapne jo username aur password se apna account banaya tha usse login kare.
To cryptocurrency se related ye article aapko kaisa laga. If you have any related further queries with "cryptocurrency" so feel free to ask.
Logic gates truth table - Logic gates hindi me
Conclusion
Hope you gain some useful information about "Bitcoin Kya hota hai? What is Bitcoin share this article with others to tell them about the bitcoin, blockchain and bitcoin wallets and their uses.
"BITCOINS" sell karna ek type se share sell aur buy karna hai jisme profit ki poori possibility hai. sahres ka rate to din rat har din change hota rahta hai lekin bitcoins ka rate hmesha lagbhag/continuous ek jaisa he rahta hai balki m bitcoins ka rate badta he hai. To agar aap bitcoins se v apna profitabel buisness shuru karna chahte hai to aap kar sakte hai. Lekin m aapko ek aur important noti=e batana chahta hu ki kavi kavi bhut saare log internet par ase v hote hai jo logo k sath froad v karte hai ki aapke Bitcoins itne dino m double ho jayenge ya ase he kisi v type ki scheme se logo ko bewakoof banate hai.
EmoticonEmoticon